KernApk
Apk bestanden voor Android
Korte info
Over het algemeen heeft apk-bestand Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ) een beoordeling tussen 0 en 10. Dit is een cumulatieve beoordeling, de meeste van de beste apps op google play store hebben een beoordeling van 8 tot 10. Totaal reviews in google play store 0. Totaal aantal ontvangen vijf-sterren reviews 0. Deze app kreeg een slechte beoordeling door 0 gebruikers. Geschat aantal downloads schommelen rond 1,000,000+ downloads in google play store Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ), te vinden in de categorie sociaal, met tags en werd ontwikkeld door कृषि नेटवर्क : किसान का स्वाभिमान. U kan hun website https://krishi.network/ bezoeken of desk@krishi.network naar hen sturen. Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ) kan op android-toestellen geïnstalleerd worden met 5.0(Key Lime Pie)+. We leveren enkel originele apk-bestanden. Wanneer één van de materialen op deze site inbreuk maakt op uw rechten, rapporteer het ons dan. U kan ook apk of Google downloaden en het draaien via android emulatoren zoals big nox app player, bluestacks en koplayer. U kan ook apk van Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ) downloaden en het op android emulatoren draaien zoals bluestacks of koplayer. Versies van Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ) apk beschikbaar op onze site: 3.3.8. Nieuwste versie van Krishi Network: Kisan Ka App(Krishi Network: Kisan Ka App ) is 3.3.8, werd opgeladen op 2022/01/09
Schermafbeeldingen van Krishi Network: Kisan Ka App
Beschrijving van Krishi Network: Kisan Ka App

Rozana Kisan App ko Mandi Bhav, Mausam ka Purvanuman, Jaisi Jaankari ke liye istemal karte hain.

Krishi Network bhartiya Kisano ko pragatisheelta ke path par aage badhne aur unhe apne vyapar athwa rozgaar ko Swabhiman ke saath nibhane mein sahyog karta hai. Kisano ke har Sawal ka Jawab minuto mein. Yeh hamara sankalp bhi hai aur dharm bhi.



Krishi App kaise karta hai aapki sahayata Unnat kheti mein?


Hamare kisan saathi agriapp ki madad se kheti mein koi bhi naya prayog atmavishwas ke saath kar sakte hain. Unhe yahan par kheti samandhit jankari nishulka uplabdh karai jaati hai. Fasal aur kheti se juda har gyan uplabdh hai, jaise beez ka chayan, beez upchaar, beez ki kisam, mitti jaanch, mitti aur jameen ki tayyari, kinderdagverblijf, paudhe ya beez ki tayyari ewam ropan, jaivik aur raayro rasaynik urwarak ka chayan, sinchai, fasal suraksha, keetnashak, fafundinashak, katai, paidawar, bhandaran. Iske alawa kisan, kisan app par aas pass ke mausam ki jankari, mandi bhav bhi dekh sakte hain. Krishi Network app pe chune hue fasal, kheti aur bagbani ke anusar chetawni bhi di jaati hai.

Krishi Network ki sabse khaas baat hai humse jude fasal, kheti aur bagbaani ke expert. Hamare krishi-expert kisano ki madad karte hain aur yeh sunischit karte hain ki kisan apne rozgaar aur vyapar mein har kadam atmavishwas ke saath aage badha sake. Hamare-expert agriapp se jude kisan hain jinhone prasikshan aur apne anubhav se kheti aur bagbani mein ek naya mukaam paya hai. Aap apne aas paas ke vishesagyo ko kisan App pe dhundh kar unse apni fasal, beez, jaivik keetnashak, kheti aur bagbaani ki jankari mein salah le sakte hain.

Hamare kisan app pe kisano ko apne aas paas ki fasal, beez, jaivik keetnashak, kheti aur bagbaani se jude dukandaro ki suchi bhi milti hai jinhe wah call kar sakte hain aur saman bhi mangwa sakte hain. Ye dukandar kisan ki jaroorat ka har saman bechte hain jaise ki beez, tractor, keetnashak, fafundinashak, urwarak, khaad, katai, chatai, sinchai se jude sabhi upkaran ewam machine.

👉Kisan App pe 15 minuten me milte hain kheti se jude sawalon ke jawab


Saathi kisan app mein landbouw se jude sawalo pooch saktein hain Jisse aap fasal, kheti aur bagbaani ke karyo ko behtar plan kar sakte hain. Is suvidha se ek pragatisheel kisan apne fasal ki raksha ke liye jaivik upay, ya fir keetnashak, ka sahi chayan karne mein saksham ho jaate hain.

👉Krishi app pe Landbouw experts se judne ka mauka


Landbouw Experts se judkar Apni Kheti se sambandhit sawal jawab kar fasal ki jankari le sakte hain.

👉Krishi app pe Krishi Visheshagyon dwara apne sawal ka jawab payein


Fasal, kheti aur bagbaani mein keet prabandhan, plantenziekte, rog prabandhan ke jaivik upay ewam keetnashak ki suvidha - bas fasal ke rogi hisse ki foto bheje aur krishi vishesagya batayenge upay. Jaane jaivik kheti, keet nashak ki upyog padhatti jisse mile surakshit fasal, kheti aur bagbaani, saath hi behtar aur sehatmand paidawar. Kisan app pe foto daal kar minuto mein upay paayein.

👉 Krishi app pe kheti aur bagbaani


gehu ki kheti, dhaan ki kheti, jaivik kheti, sabji ki kheti, snaj ki kheti, tamatar ki kheti. Agri farming app par alag alag prakar ki kheti ke baare mein jaan sakte hain.

Yeh ek gair sarkari app hai. Kisi sarkari kisan app se juda hua nahi hai.

Versie geschiedenis Krishi Network: Kisan Ka App
Nieuw in com.krishi.krishi 3.3.8
privéaccount Geheel nieuwe look voor Krishi Network.
Sneller, betrouwbaarder en nauwkeuriger.
Beoordeel deze app
Meer info
Ander com.krishi.krishi APK versies voor Android
Populaire Android apps